|
II
Satya Narayan ji Ki Aarti II
श्री सत्यनारायण जी
आरती
Click here for Shree
Satyanarayana Aarti
in Hindi Text
Jai Lakshmi Ramana
Swami Jai Lakshmi
Ramana,
Satyanarayan Swami
Jan Patak Harana,
Jai Lakshmi Ramana.....
Ratan Ja Rat
Singhasan Adhbut
Chabee Rajey,
Narad Kahat Niranjan
Ghanta dhun bhajey
Jai Lakshmi Ramana.....
Praghat Bhaye Kali
Karan Dwaj Ko Daras
Diyo
Budha Brahman Bankey
Kanchan Mahal Kiyo
Jai Lakshmi Ramana.....
Durbal Bhil Kathier
Jan Par Kripa Karey
Chandra Choor Ik
Raja Jinaki Vipat
Hari
Jai Lakshmi Ramana.....
Vashey Manorath Payo
Shradha tuj Dini
So Fal Bhogyo
Prabhji phir Sutati
Kini
Jai Lakshmi Ramana.....
Bhav Bhagti Ke Karan
Chhin Chhin Roop
Dharyo
Shardha Dharan Kini
Tin Kay Karj Saryo
Jai Lakshmi Ramana.....
Gwal Bal Sang Raja
Ban Mein Bhakti
Karey
ManVanchit Fal Dina
Deen Dayal Hari
Jai Lakshmi Ramana.....
Charhat Prasad
Sawayo Kadali Fal
Mewa
Doop Dheep Tulsi Se
Raje Sat Deva
Jai Lakshmi Ramana.............
Shri Satya Narayan
Ji Ki Aarti jo koi
gaavey
Kahat Shianand Swami
ManVanchit Fal
Paavey
Jai Lakshmi Ramana....
Click here for Shree
Satyanarayana Aarti
in Hindi Text
Related Topics :
|