
Bhagto ko darshan de gayi re, ek
chotti si kanya.
chotti si kanya, ek chotti si kanya
Bhagto ko darshan....
Bhagto ne poochamaiya naam tera
kya hai - 2
Vaishno naam bta gayi re, ek chotti si kanya
Bhagto ko darshan....
Bhagto ne poocha maiya dham tera
kya hai - 2
Parbat trikut bta gayi re, ek chotti si kanya
Bhagto ko darshan....
Bhagto ne poocha maiya sawari
teri kya hai - 2
Pella Sher bta gayi re, ek chotti si kanya
Bhagto ko darshan....
Bhagto ne poocha maiya prasad
tera kya hai - 2
Halwa-poori channa bta gayi re, ek chotti si kanya
Bhagto ko darshan....
Bhagto ne poocha maiya shringar
tera kya hai - 2
Chola lal bta gayi re, ek chotti si kanya
Bhagto ko darshan....
Bhagto ne poocha maiya shastra
tera kya hai - 2
Trishul chakra bta gayi re, ek chotti si kanya
Bhagto ko darshan....
Bhagto ne poocha sabse pyara tera
kya hai - 2
Bhagto ka pyar bta gayi re, ek chotti si kanya
Bhagto ko darshan....
Back to Mata
Bhajan / Mata ki Bhente Page